Hello dosto
Mai Sarfaraz aur aaj hum aapko ye batane wale hai aap kisi ka bhi whatsapp status download kaise kare
bina koi application ke kisi ka bhi
whatsapp status download kaise kare to
chaliye suru karte hai.
Waise to
dosto whatsapp status download karne ke
liye playstore me bahot saara application available hai lakin aaj hum aapko
batayenge bina koi application ki madad se kisi ka bhi whatsapp status
download kaise kare,
Whatsapp
status download karne
ke liye aapko kuch simple step ka follow karna hai, Sabse pahle aap apna
whatsapp open karke sabka status ek war dekh lijiye agar aap whatsapp me kisi
ka status nhi dakhiyega to aap status download nhi kar paiyega.
Next : Aap apne mobile ka file manager open kar
lijiye, uske baad aapko upper 3 line wala bottom par click karna hai aur
setting par jaana hai, ek aur baat batadu aapko apke mobile me jaha bhi dekhai
de file manager ka setting waha par aapko jaana hai aur ek bottom dekhega (
show hidden files ) apko isko enable kar dena hai.
Next : Ab aapko kuch simple step ko follow karna hai,
Whatsapp name ke folder open kar lijiye
Whatsapp name ke folder open kar lijiye
Media wala folder open kar lijiye
.Statuses wala folder open kijiye
So Guys
Apko .Statuses wala folder me wo sab status images videos mil jayega jo aapke
Dost ne status me lagaya hai,
So guys ab
aap in status ko yahi se apne status me laga bhi sakte hai and kisi ke saath
share bhi kar sakte hai, To Dosto Ummed karta hu aapko ye jankari pasand aaye
hogi Good bye take care.
No comments:
Post a Comment